Tum Chahte Ho Kya?       तुम चाहते हो क्या?       Tum Chahte Ho Kya?       तुम चाहते हो क्या?       Tum Chahte Ho Kya?       तुम चाहते हो क्या?       Tum Chahte Ho Kya?       तुम चाहते हो क्या?       Tum Chahte Ho Kya?       तुम चाहते हो क्या?      

Are ye to batao tum chahte ho kya?
Alag thalag bhi kar doge, jo pana chahte ho
vo pa loge ham bhi bhul jaenge
magar itihaas nahin bhulega.
Dange bhi karaaoge, khedh bhi jataoge
ek baat yaad rakhna tum bada pachtaoge.

Namak wali rotiya khilaoge Pani wali chai banaoge
Bin Karan lathiya chalvaoge
Aazad desh bolkar media ko zukaoge
Dhayan bhatkakar chai va biskut bhi tum khaoge
Per ek na ek din apne aap ko katghare may paoge.

CAA ke naam par humay daraoge
betu k kazag makang kar,bahar Ka rasta dikhaoge
kapdo Ka rang dekh Kar, chronology tum samjhoge
antinational bolkar har prashn ko tum dabaoge
Jo aag tumnay lagai vo kesay bujaoge
Aaesi hi lagaygi us maa ki k phut phut Kar marjaoge.

Bus Man ki baat tak simit rahakar kaam ki baat bhul jaoge
Ek press conference to hoti nahin tumse
tum kya aatmnirbhar banaoge
Saal dar saal shrif aarakshan ko hi tum badaoge
China ko jhutha bolkar, detention camp banvaoge
Marne ke bad shidha tum narak mein hi jaaoge.

Ek baat yaad rakhna dost
tum bada pachtaoge,
TUM BADA PACHTAOGE.

Bus Man ki baat tak simit rahakar
kaam ki baat bhul jaoge
Ek press conference to hoti nahin tumse
tum kya aatmnirbhar banaoge
Saal dar saal shrif aarakshan ko hi tum badaoge
China ko jhutha bolkar, detention camp banvaoge
Marne ke bad shidha tum narak mein hi jaaoge.

Ek baat yaad rakhna dost
tum bada pachtaoge,
TUM BADA PACHTAOGE.

अरे यह तो बताओ तुम चाहते हो क्या ?
अलग-थलग भी कर दोगे , जो पाना चाहते हो
वो पा लोगे, हम भूल जाएंगे
मगर इतिहास नहीं भूलेगा।
दंगे भी कर आओगे, खेद भी जताओगे
एक बात याद रखना तुम बड़ा पछताओगे।

नमक वाली रोटियां खिलाओगे पानी वाली चाय बनाओगे
बिन कारण लाठियां चलवाओगे
आजाद देश बोलकर मीडिया को झुकाओगे
ध्यान भटका कर चाय और बिस्कुट भी तुम खाओगे
पर एक ना एक दिन अपने आप को कटघरे में पाओगे।

सीएए के नाम पर हमें तुम डराओगे
बेतू के कागज मांग कर बाहर का रास्ता दिखाओगे
कपड़ों का रंग देखकर क्रोनोलॉजी तुम बताओगे
अंटिनेशनाल बोलकर हर प्रश्न को दबाओगे
जो आग तुमने लगाई है वह कैसे भुजाओगे
ऐसी हाय लगेगी उस मां की की फूट फूट कर मर जाओगे।

बस मन की बात तक सीमित रह कर
काम की बात को तुम भूल जाओगे
एक प्रेस कॉन्फ्रेंस तो होती नहीं तुमसे
तुम क्या आत्मनिर्भर बनाओगे
साल दर साल सिर्फ आरक्षण को भी तुम बढ़ाओगे
चाइना को झूठा बोलकर डिटेंशन कैंप बनवाओगे
मरने के बाद सीधा तुम नरक ही जाओगे।

एक बात याद रखना दोस्त तुम बड़ा पछताओगे,
तुम बड़ा पछताओगे,
तुम बड़ा पछताओगे।